@yadavakhilesh Har samy paisa paisa ufffff
Itna to hai tumhare paas
Janta bhi itna paisa paisa nhi karti sab desh ka kaamo se khush hain
Yahi 15 lakh se bad kar hain
@Shubhamshuklamp Bkwass dono
Next match me OUT karo dono ko n pandya ko bhi
Sirf apne run ke chakker me rahta hai dusre ka nahi dekhta khel bhavna ka abhav