@UPPCLLKO@PVVNLHQ Meter me 5355 unit show ho rahe hai lekin bill 5399 unit dikha diye hai photo bhi kisi dusre meter ki hai koi reading nikalne nhi aata hai
Office me beth ke farzi meter show kar dete hai
Meri samaya ka hal kisiye
@UPPCLLKO koi bhi meeter reading lene location par nahi aata hai
Manmani tarike se bill nikal dete hai
Bill period 1 month ka hota hai ya 15 days ka
Jo bill par meeter ki photo hai wo bhi koi or meeter ki hai
@Airtel_Presence Phle bhi bahut baar bola upgrade karne lekin abhi tak nahi hua
Agar 5 days me update nahi hua to opretor change kar diya jayega or total covering area population something 10 thousand and mostly Airtel user.