MLA Chori kiya
MP Chori kiya
Mayor Chori kiya
Vote bhi Chori kiya.
Aur Sarkar bhi chori karke banai.
Paper Leak bhi karaya.
Ab to Mandir me jo Chanda aur Chadhawa aata hain. Usko bhi Chori kar rahe hain.
Aise log kisi ke sage nahi hote.
#Votechor#PaperLeak#BJP#Congress
Sarkar ke paas job create karne ka koi vision nahi hain. Lekin MP & MLA 15-15 crore me khareede ja rahe hain. Sabse pahle vote chori karin. Aur MP & MLA churane ja rahe hain.
अपना सपना मनी..मनी..!
Apna Sapna Money Money!
It’s shocking and revolting that Maharashtra MPs are reportedly being offered ₹15 crore each tonight to switch sides.
@Dev_Fadnavis
Eid al-Adha Mubarak to Everyone 🌙
Wishing you all a blessed Eid. May Allah accept our good deeds and yours, and may He bring it back to you with joy, goodness, and blessings.
#EidMübarek#Eidaladha
*Eid al-Fitr Mubarak!*
May Allah accept our and your good deeds.
May Allah bring it back to us and to you with blessings, goodness, and prosperity. Wishing you a Happy Eid.
Mohd Shaqib Siddiqui
#EidMubarak
BJP ki politics hi Hindu-Musalman se start hoti hain. Inke paas koi vision nahi hain. Development keval dikhava hain. Make in India ka baber sher bhigi billi bana ghum raha hain. Iska example ye hain.
1$=₹93.30
#Economycrisis#नवरात्रि
उत्तम नगर के लोगों ने हिंसा की भारी कीमत चुकाई है - एक तरफ एक जवान लड़के, तरुण, की जान चली गई, दूसरी तरफ एक पूरा परिवार उत्पीड़न का सामना कर रहा है।
उन्हें और खून-खराबा नहीं चाहिए।
खून-खराबा केवल BJP और उसका इकोसिस्टम चाहता है, जो नफ़रत के तवे पर हिंसा की रोटी सेंकने के हर मौके का फायदा उठाता है।
वो चाहते हैं कि देश हिंदू-मुसलमान में उलझा रहे, ताकि लोग यह न पूछ सकें कि आखिर प्रधानमंत्री देश की रक्षा, ऊर्जा सुरक्षा, खाद्य सुरक्षा और सामरिक संप्रभुता को अमेरिका के हवाले करने पर क्यों मजबूर हैं - इसीलिए, दिन-दहाड़े देश की राजधानी में फिर से दंगों जैसे हालात खड़े किए जा रहे हैं।
दिल्लीवासियों से अनुरोध है किसी बहकावे में न आएं - देश की शक्ति हमारी एकता, भाईचारे और मोहब्बत में है।
जोड़ो जोड़ो, भारत जोड़ो।
Dear @INCIndia Party & @RahulGandhi ji
Party me abhi bhi aise sanghi log hain. Jo party ko dimak ki tarah kha rahe hain. Aur party se aise logo ko ticket bhi mil jata hain.Congress party ko BJP ke sath sath aise selfish logo se bhi nipatne ke liye kuch karna padega.
#Rajyasabha
Champions once again! 🇮🇳
Congratulations to Team India on retaining the trophy at home and giving the nation yet another unforgettable moment to celebrate.
#IndiaVsNewZealand#T20WorldCup2026final
Why BJP is too much scaring & free advertising to Mr. @RahulGandhi. Kaam karne ka mauka mila hain. To use karo. Otherwise 240 seat se 120 seat par aane me time nahi lagega.
#VoteChori#VoteChorBJP@INCIndia
In 2014 : ₹57.00 tha
Now 2025: ₹89.73 hain. Is tarike ke fall down se ab ye aane wale time me ₹100 cross kar jaiga. So where is our vision?. Jisme bola gaya tha ki Rupaye ₹30 tak wapas lekar aainge.
#achchedin#GDPGrowth#GDP
Honestly speaking, I think Opposition Parties should have boycotted this election
They already knew what was happening after SIR & Vote Chori. Learn from Mahatma Gandhi.
Honestly speaking, I think Opposition Parties should have boycotted this election
They already knew what was happening after SIR & Vote Chori. Learn from Mahatma Gandhi.
Maharashtra, Haryana Aur Bihar Ke Assembly Election ke result chaukane wale hain. Ab ye common public ko decide karna hain ki next election me vote dena hain ya boycott karna hain. Kyonki public ke vote ki koi value nahi hain.
@INCIndia@RJDforIndia@ShivSenaUBT_@AamAadmiParty