@NayakRagini@ashokbasoya@DelhiPolice@DCP_NorthWest Bechari. Kabhi koi live show pe gaali de raha hai. Kabhi koi din dahade aadmi ki chain lut k le ja raha hai..Accha hi hai aise log sarkar me nahi hen..
@FanPriyankaGV Mangalsutra Chodo Mujhe 60k ka fayda ho gya.. hamare Investment ka 3 guna se bhi jyada fayda karwa diya. Desh ki har mahila k mangalsutra ki kimat bda di. Ab har mahila lakhpati ban gyi. Waah Modi Ji
@Mr_RGandhi Scam to tab hi ho gya tha jab ek Non IAS & Private Institution ICICI se kisi mahila ko utha k sidha SEBI jesi statutory body ka Head bna diya..
@IYC@Phogat_Vinesh Paap ka ant aise hi hota hai. Mahila k naam pe kalank thi wo. Abhadrata ki parikastha thi wo. Saari daleel court k samne kaam nahi aayi to aa gye janta ki sahanubhuti batorne.
@PratikVoiceObc To kya bomb dalke jansankhya khatam kar den. Ya 10 km k railway station banaye. Jahan log jhund me na dikhai den. Fir kisi k ghar tutenge to aa jaoge X pe hugne.