@khurpenchh Pura Chapra sulabh shauchalaya bana hua hai .pure sahar mein neta aur bureaucracy ne hag rakha hai . junction ke pass inke parivar suar ke rup mein ghumte rahte hai
Aur janta murkh har baar inko hi dharam aur jaat ke naam par jitwa deti hai.
@NindaTurtles Modiji inko aeroplane mein baitha e wale the hawai Chappal mein bas sala neech mein jung hongayi aur tel mehnga ho gaya nahi toh asman se jangte yeh logo pe
@SAnwer80633 Acha hai bhag gayi warna kal ko pati aur bacho ko maar deti apne yaar ke liye..agar yeh bhagne nahi deta ya jimmedari ki wajah .jaan toh bachi inn logo ki
@ajeetbharti Kisi mahapursh ne sahi kaha tha " Sab mile hue hai ji" .iss kukarm mein sab mile hue hai aur sab chor hai upar se lekar niche tak ....@FBI ya @CIA se janch karwani padegi .kyonki CBI aur ED toh sahab aur unke gurgo ko paak saaf bacha legi .Baki Bhagwan Ram dekh rahe hai
@epanchjanya Ab TT log BMW khareed lenge aur bunglow bana lenge Bina raseed ke fine se
Jaise bihar mein daru band hone ke baad neta aur adhikari ameer hue hai
@hindipatrakar Ganga ji mein nala aur sewar beh raha hai
STP nahi hai ..namami gange sabse bada corruption hai janwar aur kachra bahaya ja raha hai bade sahro mein
Industrial wastage ki wajah se pani jahar bana hua hai aur tumko chicken aur bear se dikkat ho gayi lakho log aisa roj karte hai
@JitendraEci Ek chote lote se bhi doodh chadha sakta tha 100 ml ke ya doodh mein jal mila ke ...ya sirf jal chadha sakta ganga jal daal ke ..karna toh bakchodi hai video bana ke ...bhagwan bhaav ke bhukhe hote hai fal mithai aue doodh ke nahi aur
mahadev toh jal se bhi prasan ho jate
@ArvindKejriwal@CBIHeadquarters janch ke liye waha aap ansan pe baith jana mandir mein kya pata sarkar tab sun le aur kuch kukarmi arrest ho jaye jinhone chori Kiya hai .waise bhi kuch dino mein mamla dab jayega UP election ki wajah se kyonki bhagwan Ram ke naam pe dubara vote lena hai
@pankajjha_ FBI ,CIA se janch karwani padegi kyonki ED aur CBI to totte hai aur SIT toh mamale ko dabane ke liye bani hai
Waise Bade neech aur nali ke keedon ne yeh kaam kiya hai saale sadd ke marenge ,
mandir ke auchitya pe hi sawal khada kar diya inn logo ne aur iske andolan pe