@AslamGhauriJUI@ShoukatKhattak aap log mashaAllah nashaur log hain samajhdaar hain khud pata karsaktay hain kitni ambulances ko roka gaya burhay logon se batameezi aur khawateen tak ka rasta rok kr 1 1 ghanta khuwar kiya
@AslamGhauriJUI@ShoukatKhattak us per 3 logon ne maa behan ki gaali dekar kaha sahaba ikram kafir galiyan nikaltay hain tab kahan hotay ho, is baat ka kiya taaluq hai jo main ne guzarish ki?
@AslamGhauriJUI@ShoukatKhattak main numaish ta gurumandir koi jagha aur gully nahin aisee dekhee jo water tanker se band ho , sirf is liay k mera beta meray saath tha aur main ne guzarish ki abhee rasta hai sirf samnay road tk jana hai dhoop hai aur mother feed per hai
@AslamGhauriJUI@ShoukatKhattak 3 mukhtalif jagha se cctv footage se aap khud andaza laga saktay hain ek nojawan sufaid kapron mien malboos ne wepon show kiya kis se kahun
@AslamGhauriJUI@ShoukatKhattak mein mazeed tafseel se zaroor agah karna chahta hun lekin koi sunwain nahin police deklh rahi thee Elite force aur rangers ki van bhee moiujood thee mein unse bhee kaha lekin shayad aap logg boohaat khaufnaak hain
@AslamGhauriJUI@ShoukatKhattak Bohhat dukh aur takleef kay saath ek complaint karn chahta hun, aaj gurumandir chowrangi per apki rally se naik logon ne mjhy mara meray saath 10 mah ka beta tha saath
@faisalkapadia Puncture and Car serivice on the Wheel 24/7, Motor Cycle Rikshaw can be fabricated to carry necessary tools with proper permit, shift duty hours