@ravish_journo Marne wale Mai BJP BJP mat Karo, jab hadsa hota Hai toh Insaan marta Hai,koi jati dharam ya neta kisiki bhi mout aasakti hai, air india ka airoplane ahmedabad hadse mai BJP ka cm bhi mara tha tab kiske baaare mai bolenge aap, hadsa hadsa hota hai esme systam kaam nahi kiya theek