@RailMinIndia@AshwiniVaishnaw mananiy rail mantri mahoday. 12571 se Yatra kar rahi sister ko receive karne Anand Vihar Railway Station aaya hun. Subah 8:25 ki train Abhi 12.46 Tak Nahin ayi hai. train Kab Tak pahunchegi, Iske bare mein na hi yatriyon ko pata hai na hi Railway ko