@UpRuralDev Kuch na ho rha hai kai salo se talab ki sfai tak hui nhi hai janta ko murkh bna rhe hai post dal kar hakikat kuchh aur hai village agwasi district kanpur dehat me talab ki stithi badtar hai
@UpRuralDev Gram agwasi post ursan block sandalpur me mere mohalle ke talab me atyadhik matra men gandgi hone se naliyo ka pani talab me nhi ja rha hai jis karn se naliyo ka ganda Pani road par bhara hua hai
@UpRuralDev Kagjo me pratyek gram me lag rhi hai jan chaupal 😂😂😂
Sabhi ki samsya ka ho rha hai turant samadhan wah! Re system
Garib bhatak rha hai is office se us office
@UpRuralDev@InfoDeptUP@PIB_MoRD@MoRD_GoI Kuch nhi hoga ganvo me desh ke sabhi ganvo me nal jal yojana ke tahat puri road ukhad ke fek di hai jinhe dubara se nhi bnaya gya hai gram sarpanch / pradhan se nodoz lekr kagjo me gram ki sadke repair ho chuki hai
@LalanKumarINC@INCIndia@INCUttarPradesh@RahulGandhi@priyankagandhi@kharge Kuchh na milega qki sab vade sarkar ke kagjo par chal rhe hai or patra vyakti yadi kisi adhikari ke pass jate hai to use tal matol karke idhar udhar bhatkaya jata hai jisse vo vyakti thak har ke sant baith jata hai wah ri government
Village agwasi sub station derapur kanpur dehat me subah 6 bje se light nhi aa rhi hai ye halat daily ke bne hue hai 18 ghante nirbadh bijli dene ki bat kagjo me chal rhi hai @UPPCLLKO@aksharmaBharat@dvvnlhq@myogiadityanath
@dvvnlhq Gram agwasi ke ek mohalle me 10 kv ka transformer rkha hai jabki us transformer par consumer ki sankhya lgbhag 35 se 40 hai is Karan transformer me dhua niklta rhta hai Sub station derapur kanpur dehat