@mohinimaheshwa Usa UK France ki kamai kitni hoti h 50$ per ghanta yaha india me 400 rupey pure din ki majdoori
Abhi bhi krodo log 12000 per month companies me majdoori kar rahe h
@BoltaHindustan Aap bolte raho aapse hi logo ko prerna milti h...
Aap se yahi gujarish h aap roj logo ko 4 5 line ka byan roj de ..😂😂😂
Logo ko ek krne me desh ko sudharne me aapka naam garav se liya jayega ek din
THE Suryakant CGI 🤔
@PRMundru Manipur jal raha h us par bhi ghussa kro modi ji desh me balatkar badh rahe h us par ghussa kro desh ki market roj cresh ho rahi h us par ghussa kro modi ji
@BJP4UP BJP ne ye kabhi nahi kaha ki vo siksha health rojagar denge vo to saaf saaf bolte h hindu dharam khatre me h hindu dharam bachana hi unka mukhay kaam h 🤪🤪🤪😂😂😂
🚨 बिजनौर में गन्ना किसानों का गुस्सा अब बढ़ता जा रहा है! 🌾
बिलाई चीनी मिल से भुगतान न मिलने पर किसानों ने डीएम कार्यालय में गन्ना भरने की चेतावनी दी है।
आखिर किसान अपनी मेहनत की कमाई के लिए कब तक इंतजार करेंगे? किसान को भाषण नहीं, उसकी फसल का पूरा भुगतान चाहिए।
प्रशासन जल्द समाधान निकाले और किसानों का बकाया पैसा दिलाए!
#Bijnor #किसान #गन्ना_भुगतान #उत्तरप्रदेश
@BJP4India Desh k tax ka pesa IT cell me bant rahi h sarkar our kuch nhi kaam inko agar dudh k dhule h to press conference krte modi ganesh rahul sab milkar