@WhiplashHunt are bhai jab dune 3 aur jumanji ko hi koi overseas me dekhne nhi jaa rha doomsday ke samne toh king ko kaun dekhne jaayega.
aur jawan clean release ke time me hi 39 cr day 1 kamayi thi tho king aur jyada kese kamayegi inn sare biggies ke samne.
@iamSameer_SRK@GUppi60@thunderxstorm07 king overseas me full flop hoga toh 1000 cr kaha se aayega bhai. Aur agar trailer average hoga toh dunki ka haal hoga