New meter lag ke 1 mahina huwa hai yeh kya ho raha hai bina reading liye he kuch bhi bill bhej Diya Jaa Raha hai kripya sangyan le aur mujhe yeh batayen ki 134 unit ka kitna bill hota hai aur apne reading lene wali team ko kahen ki reading liya karen
Kajrakol feeder khutauli phoolpur Azamgarh
1 maheene ka RS 3952 bill jab ki hamara itna use he nahi hai
Reading itna zyda kaise ho rahi samjh men nahi aa raha aur jub ki iske pahle 3 maheene koi reading bhi lene nahi aya phir bhi bill badh Raha hai
pichle 5 mahine se yeh problem ho raha h Gareeb admi itna bill Kahan se bharega adhikari sangyan men le
Adress gram kajrakol post niyauj
Feeder.Khutauli phoolpur Azamgarh mob 8208844982
@UPPCLLKO@UppclChairman@PuVVNLHQ@puvvnlazamgarh@aksharmaBharat
New meter lag ke 1 mahina huwa hai yeh kya ho raha hai bina reading liye he kuch bhi bill bhej Diya Jaa Raha hai kripya sangyan le aur mujhe yeh batayen ki 134 unit ka kitna bill hota hai aur apne reading lene wali team ko kahen ki reading liya karen
Yeh kya ho hai
meter 12 September ko he jal Gaya hai aur reading 357 khud se daal ke Rs 1763 bill bhej Diya hai
Jab meter he jal Gaya hai reading Kahan se liya phir
Hamesha Aisa ho raha hai
Adikari kripya sangyaan le
@puvvnlazamgarh@PuVVNLHQ@UPPCLLKO
ना दीद है ना सुखन अब ना हरफ है ना प्याम
कोई भी हीलए तसकीन नहिं और आस ब��ुत है
उम्मीदे यार नजर का मेजाज दरद का रंग
कि तुम आज कुझ भी ना पुछो कि दिल उदास बहुत है