@NitishKumar 🙏 sir
Sir cm udyami yojna me bahut bada gadbad huaa hai bina live Randomizetion ka final list jari ho gya. Or kai sare candidet form galat fill kiye hai or unka list me name aa gya hai sir. please sir . #again_randomization_MMUY_on_camera
@SandeepPoundrik 🙏 sir
Sir mera list me name hi nahi aya hai malum nahi ki kistarah selection huaa hai sir hum bahut garib ghar se hai. Sir mere ghar ka aarthik istithi bahut kharab hai. Ek yahi aas tha ab lagraha hai ki aatmhatya karna padega please sir 🙏