Exclusive: UP's SIR was completed in April this year, with the final electoral rolls uploaded on April 10.
According to the data we have, 14,69,315 requests for inclusion in the electoral rolls have been submitted since April till date. In October alone, 5,25,747 Form 6 (new addition) applications were submitted.
Hello @ceoup, How come so many new additions are happening after SIR is over? Were so many eligible voters left out during SIR?
Did @ceoup leave them out during the SIR Process and now getting added up? Or are people from others states migrating to UP for new job opportunities? Can you share a breakdown? @ECISVEEP@SpokespersonECI
@BABULKU74795114 Agar cgl ka 1 years se padh rhe ho to samajh me aayega
Ydi kavi nhi padhe to nhi samjh me aayega
Ye cgl ko dhyan me rakh ke bnaya gya hai
Police ke liye nhi ki maja aayega
@mediacellsp Media cell aapse request hai ki
Up election ko dhyan me rakhte huwe bjp dharm ki rajniti phir se uchhal rhi hai ,us par aap comment ya debait n kare
Pda ka comment kare ,PDA se bjp bahut buri haaregi ,lekin dharm se bjp asani se jit legi ,
Isliye aap jaati adharit comment kare
@TheSyedBaba Waise
Sabse jyada vote muslmano ka kata gya hai
Lekin ye mim wala khi protest ya khi ja ke maang nhi kya
Kyo
Oha to muh band kiya hai
Aur jab vote jod diya jayega
To dooda chla aayega rahnuma banane
Waise mim ke liye to afzal ansari hi kafi hai
@NKc863729838216@TheSyedBaba Gulam
Owaise bol de to tum khade ke khade rah jao aur gulam ki baat kar rha
Waise sabse jyada vote muslmano ka kata hai
Lekin owaisi kahi dikha nhi ,protest karte huwe
Kyo
Oha mulmano ka khabar nhi liya
@BHEEM_BAUDH Kya chutiya hai tu
Jati ki tulna dharm se kar rha hai
Muslman ka tulna hindu se kar
Aur ydi yadav ki tulna kar rha hai ,to nat,ansari,quresi,khan inme se kar
Ki ek taraf jati aur dusre tarf dharm rakh rha
Aur sc 25 dikha rha to phir obc to 60 hai
Lampat
@Kanchanyadav000 Kanchna ji aapse request hai ki
Up election ko dhyan me rakhte huwe bjp dharm ki rajniti phir se uchhal rhi hai ,us par aap comment ya debait n kare
Pda ka comment kare ,PDA se bjp bahut buri haaregi ,lekin dharm se bjp asani se jit legi ,
Isliye aap jaati adharit comment kare
@IAasMohd Bihar me musalman MLA 40+ huwa karte the
Owaisi lda
Ab kewal 7,8 hai
Assam me 5 muslman nantri huwa karte the oha v bjp ki b team ldi
Aaj 0 mantri hai muslman
Ye owaisi bjp ka aadmi hai aaj nhi to kal tum v jaan jayega,
Avi mim wala dimag gher liya hai tumhara