@_jiddu Ye ameer or gareeb ka system hai naa ki reservation ka reservation se kitne logo ko amere banaya gaya hai ? Or wo aj bhi ameer ho kr reservation le rahe hai , padhai me reservation do naukari me reservation do , ab gareeb ko Ameer banene ke liye bhi reservation do
@sangamkumar22 Bhari anphad ho Shrimaan , apko ye gyat hota chahiye ki railway central government ke under hai or uske saare kaam Central government hi dekhti hai
@Laachar_Man@RajuSYadav2 Arre bhaishab ap ye batao agar sarkar apko 5 lakh tak ka ilaj de rahi hai to sabhi rog me dena chahiye , ye kya natak hota hai ki pathri nikalne ke liye ayushman cover milta hai lakin agar pet me tumer ho gaya to ilaaz ka paisa nahi milta aise hajaron ilaaz hai jo nahi hote
@MeghUpdates Good work meta , The government wants to have control over everything, this is absolutely wrong, people's privacy should not be compromised.