Never change for anyone👍And,Love yourself,family and our aim🤗
I love old music 🎶 my religion ❤upsc student 📖 l like to write about my heart and mind🫠🇮🇳
@shubhankrmishra Inse puchhiye ga ki agar aapko kisi ke jhuth ke karab jail ho or aapka chhota bhai ke murder ho ya man lo ki ushi ke tension me es duniya me n rahe to aap kya karo ge .
@shubhankrmishra Puchhiye ga nhi inko samjhaiye ga ki kabhi bhi chup nhi rahna chahiye agar koi galti kar raha to ushi time boliye nhi to galti karne wala jhuth bol bol ak din aapko fasa dega or jis din aapko fasa diya us din aap usaka sachai bataye ge to koi yakin n kare ga bahut achhe sir hai .