@HRpriyanka91@SonuSood@ManavJ7 @GovindAgarwal_ @NeetiGoel2 Kya sir apke account name se fraud bhi ho sakta hai mai socha bhi nhi tha lekin ho gya apke name se ek aur account hai @govindagrwal name se usne call kar kar ke itna ummid jaga diya tha lagta tha ki padhai ke liye fess ho hi jayega but afsos ye news faltu tha
@GabaParvesh @GovindAgarwal_ @SonuSood@FcSonuSood@DrAshwa47867629 Sir please help me hamare sath bhut bura hua apke name par koi help karunga kar ke msg kar ke pura sapna ko chur chur kar diya.
Kisi ka education pura ho jayega sir agar aap help kiye to 🙏🙏🙏🙏please help me
@SonuSood@FcSonuSood
“जब तक हम एक दूसरे की मदद करते रहेंगे, तब तक कोई भी नहीं गिरेगा चाहे व्यापार हो, परिवार हो या फिर समाज" @DrAshwa47867629 @GovindAgarwal_
@GovindAgarwal_
Sir is no se mere ko bhi call aaya tha ki ham sonu sood help foundation se hai kar ke
+919104189586 aur bole help ho jayega kar ke sir ham taklif me hai upar se aise fraud call aa rahe hai sir jale me namak chhidakne jaisa hai ye
@GovindAgrawal_ Sir nursing kar rahi hai bank bhi loan dene se mana kar diya hai collage allow ni kar rha hai bina fees pay kiye class attend karne ko .
Ham kya kare sir 🙏 please help me
@SameerSood11 aap is par ek najar dale inka class chhut hi gya lagbhag bank bhi loan provide ni kra rahi hai ab kaha jay to sir inhone socha hai vo padhai chhod rahi hai https://t.co/XE7Y2LIJiG
@SameerSood11
Sir ham kisi ko jabarjasti to ni kar sakte but mai soonu sir se education fees k liye help mangte thak gya aap bhi dekhiye kitne msg kiya hu but jarurat hai unko help nhi mil rahi aur logo ko mobile dena ek help ho gya mobile to koi bhi le sakta hai sahab
@DuaPrashika Mam inka bhi help kar dete sayad ye mobile dene se jyada behtar hoga mai sonu sir ko galat nhi bolta but please mam jinko jarurt hai unka help ho jata to bahut achha hota please mam
https://t.co/XE7Y2LIJiG
@SonuSood Wow sonu ji
Itne din se mai bol bol ke thak gya ki inka help kar do fees ni chuka pa rahi hai unka life barbad ho jayega karke to apne ek reply bhi nhi diya aur is chiz ke liye aap turant redy ho gae padhne wale book se bhi padh lete hai sir
@SonuSood Sir please help me पूरी हिम्मत हर गए है सर प्लीज़ सर एक बार मदद तो कर दो बहुत कोशिश किए लेकिन अब हमारे बस की बात नहीं रही इनकी कॉलेज छूट जाएगी आप हेल्प नहीं किए तो हमारे पास और कोई रास्ता नहीं रहा
https://t.co/XE7Y2LIJiG