@narendramodi Sar hamare yahan Maharashtra mein Nagar Parishad wale ₹20 vasuli kar rahe aapse vinati hai ki sanyam Maharashtra vardha mein yah vasuli band kara dijiye ham footpath walon Ko bahut taklif ho rahi hai
@Devendra_Office@Dev_Fadnavis@rashtrapatibhvn Yah hai sar hamare Maharashtra ka hal yah wardha jile ki photo hai Jahan per ₹20 per de Nagar Parishad wale vasuli kar rahe hain aur ham banne walon Ko atikraman se bhi hata diya kya hamen dukaan Tod Di gai