@MrVijayVarma@ABPNews Actually inko pta hi nhi h shayad ki media ka kam kya hota h. Aeisi lines ka use Krna vo bhi aesi haalaat me...shame on u @ABPNews
Vo Copy se phada hua ek kagaz ka panna yad aata hai, jispar ham color pencil se Tirange jhande ko bnate the.fir use ek baans ki kaini me lagakar, hanth me vo kaini uthaye., Gaon ki sadakon pr daud lagate the, aesa feel hota tha mano mera jhanda aasman me sabse upr hai.
Jai hind
@nehaltyagi08 Gyan bantne se zyada, Us pr sabhi ko Aml karna zaroori hai.. mai bhi ek gyan bant diya. Take care . Sabhi insan hain ..ek dusre ko samjhoge to sb achha hoga. Aapas me ladoge negativity failaoge to yug klyug nhi..ghor kalyug ho jayega.
Kripya gyan n bante yha sabhi gyani hain.