@uglybutterfly01 ye Thoda Ulta mamla hai. aap Thoda glt smjh Rahe hen. Pakistan ke aksr mard hetro hen. UN ke Liye bs suraakh hona chahye. gusaana UN ka kaam hai,π
@mahashah01 Log abhi mentally itne mature ni hue hen ke UN ko ye baten smjh bhi aajayen. Laakho ko bhook se marte hue dekh ker bhi ye maan Lena ke rizq ka wada Khuda ne Kiya hai.. Waise jb aise logo ke Liye reality hi Kuch aur hai to hum q apni reality ko in per impose kren.
@lover_of_pak ye aap logo ki mentality hai Jo is trah aap ko is trah soch e per majbor kerti hai. otherwise us ki jaga agr koi aamdni hota wo to talaq de ker aasani se shadi ker leta. koi puchne Wala bhi na hota. ek aurat ne apne Liye ye qadam uthaya to aap logo ko takleef ho rahi hai...