@NitishKumar@VijayKChy
Hmare nalanda Jila ke sabhi official group me message aa rha ki hai ki sabhi sikshak vidyalay 9 bje pahuch jay , 9 bje nirikshan kiya jayega.
Kya mukhya mantri ke sabdo ka koi Mol nhi hai??????
@NitishKumar@yadavtejashwi
Bpsc tre higher secondary me computer science ka result rok kr rakhna corruption ki or ishara krta hai sir..
4 din se humlog ka nind kharab ho rha hai aur mental balance bhi bigar rha hai...
Jab result Ready hai to rok kr kise entry dilwana hai?
@sujitjournalist ek baat ka dhyan rakha jay sir...Agar result upload nhi ho paa rha to atleast subjectwise cut off hi upload kr dete ,jisse sambhavtah result ka pata chal jayega.
@NitishKumar@yadavtejashwi
#PUBLISH_BPSC_TRE_RESULT@NitishKumar@yadavtejashwi
2019 se wait kr rhe hain ,
2024 aane ko hai,
Aapne kaha bpsc do wo bhi de diy,
Ab to result de do sarkar,
Kabhi to janta ko galat sabit kr do,
Hmare gao me log tane marte hain ki sarkar naukari debe bala na hau.
Plz sarkar .
Sir , There is so much controversy in primary but because of this, it is not wise to stop the result of secondary and higher secondary, it is a humble request to you, declare the result as soon as possible, the eyes of poor children are waiting for teachers ! @atulpmail#BPSC_TRE
@hindustaniji109 D.el.ed ka haq hai primary pe wo le jay....lekin 9 to 12 se kya dikkat hai tumko??
Netain kam bano, title lgayi hindustani bala aur soch hai Pakistan Bala...
Stet appearing bala hi q ?sadi krk bal bachhe paida kr lo usko bhi b.ed krwa do uske baad exam krwane bolo government ko.
@hindustaniji109 @NitishKumar@yadavtejashwi@ProfShekharRJD Ye lrki selfish hai sirf apna dekh rhi hai....problem primary me hai....to high school aur higher secondary school ke exam ko rokna kahi se Uchit nhi hai
Asha krte hain ki Supreme Court ke nirnay se secondary nd higher secondary me bpsc tre exam par koi frk nhi prega.
Sarkar ki mansha agar bahali krne ka hai to high school vacancy me d.el.ed course ka koi sambandh nhi hai aur exam tay samay par hogi.
@NitishKumar@yadavtejashwi