@uroojjawed12 Pakistan cricket board ne moqy b diye pory 2 World Cup de diye aur performance ni do ge tou yahi hoga phir lekin ap Usman bhai Dubai team fit aty te Pakistan se khelna smandar main chalng hee lga di is se Acha taa Dubai se khelty choti choti teams k sath match hoty hen
@Noman0094@ABMJ700@MustafaAhsan14 Han g ap log tou dhood k dhuly ho naa ap logo ne Islam ka taika liya he , Matlab ghalat ko ghalat ni khena he ulta defend krna he lanat tum Jesy gahttya soch rakhny walo mardo pe
@ABMJ700@MustafaAhsan14 Tou iska ex husband theek kar rha he apki nazar main k uski ezat ko uchal rha he agr divorce de di just get out of her life , usko badnam q krna he , sary mard hoty hee esy hen