@news24tvchannel Ye baat ho hi nhi sakti,aisa kaise Allhabad ki high court ka judge bol skta hai,baat kuch aur hogi,Aur bataya kuch aur jaa Raha hai yaha per shayad
@IamNadeem_A Jaha Samaan na mile To vaha jana hi kyu hai,Ye batao phle aap,mtlb masti bhi krni hai aur asahaj bhi lag raha hai ye kya doglapan hai madam
@pankajku1992 @KraantiKumar Lawer hai to kya hua law ke naam pe kuch bhi karengi,sahi aur galat me frk nhi dikhta inhe,Kam se kam ise dekhkar Shyad mahilaon ko haath uthane se darr lage ki har jagah kisi nirdosh ko nhi peete hai sb maar khane vaale ladke ek jais e nhi hote hai,sahi kiya bhai ne
@pankajku1992 @KraantiKumar Bhai maine dekha h poora video isme mahila vakeel ne galat kiya h ek to ek purush ke girebaan ko kheecha jisme purush ki chati khul gyi, agar yahi vo aadmi us mahila ke saath krta tab gender equality hoti,aur purush ne haath uthaya to sahi kiya,aisa hi Krna chahiye
@sitapurpolice Nai bazar, Khairabad me gaali galauch ke zariye mahaul bigaadne ka kaam ho raha hai kripya ispe turant action liya jaaye
Imeediately now..