Shoaib Muhammad ko dmstc one day may 100 krnay say rok dia gaya.😭
@TheRealPCB@TheRealPCBMedia
kay blue eyed ..lkn PCB ko hm jaisay PSL ya Domestic may nhi chahiay hain kio k hmara bhai TEST CRICKETER nhi hay 😄😂
Shyd @MohsinnaqviC42 sb kbhi yahan bhe merit daikh lain.
Unique intro of Shoaib Muhammad sb ..@TheRealPCB@TheRealPCBMedia kay blue eyed Anchors /commentators ko 100 saal chahiay hain is trah ke baat krnay kay liay ..lkn mera big brother TEST CRICKETER nhi😃😄😭 aur hmari awaz @MohsinnaqviC42 tk pohchti nhi.
Governor Sindh @MNehalHashmi sb ko Legendary Hanif Muhammad ke academy kay qayam ka wada pora krna chahiay...
@GSportsHD nay uthai awaz
Shoaib Mohammed sb is hopeful the commitment will be honoured. INSHAA ALLAH
Agr shadi krnay say Babar ke form aay ge tau aanay wali k naseeb say kia Babar k runs aain gay tau agr Iqrar ul Hassan cricketer hota tau Don Bradman hota kio k iskay pass tau 3,3 bvian hain 😃😀😄
Congratulations Saqib khan ..Kaha tha na remember my words ...is say pahlay bheApril may is k liay bola tha lkn us wqt yeh selection k qareeb aa kr bahar ho gya tha ...Thats why i say i m an anchor & commentator of domestic cricket ALHAMDOLILLAH.
@Azamkhanpcc@TeamQuetta
Dear @MohsinnaqviC42 sb @TheRealPCB nay Hamza Nazar ko bhe maaf kr dia jo acha faisla hat tau @Umar96Akmal nay kon say murders kiay ya Pakistan baicha hay aap baray hain ALLAH PAK nay apko power dee hay tau mazloom true patriot Pakistani talent kay plz iska use krain.