@AliAminKhanPTI@ImranKhanPTI Munfiq insan tum ne kia is qoum ko bewakoof samjha hai kya. Sabko pata hai k kia horaha hai. Ab tum jasay sharabi humain chutya banaingain?
@shumailbutt804 Take the deal and leave this country forever. Keep on doing his philanthropy work. This nation doesn't deserve a leader like him. Enjoy his life with his family.
@Mud_PTI Apni corruption main laga hoa hai. Allah PTI se hamari Jan churaye. Ab awam ko samjha hoga k PTI ore Imran Khan Ak nahi hain. Ye PTI he hai Jo imran khan ko andar rakhay hai ore awam ko b imran khan k lia kuch karnay nahi deti.
@chaudhry_khaula Main plastic surgery k haq main nahi. Lakin apni sehat ka khyal rakhana, apni personality jis main physical appearance bohat eham hai ko improve karna achi bat hai.
@waqarkhan Bhai wo bat karain jis se awam ka koi faida ho. @iqrarulhassan ki family ko target karnay se apko kia milayga? Agar usne imran khan ki family ore personal life ko target kia b hai tu iska ye matlab nahi k ap b un k sath yahi karo. Fazool main gunah kama rahay ho.
@audaciousM__ Bhai ye kia bat hoi. Punjab k log punjab kune chor kar jain? Ore ap hotay kon ho? Vote lekar atay tu b koi bat thi. Ore dosri bat k sohail Afridi b lul hai ore agar uski asi he bori performance Rahi tu Imran Khan ne usay b hata dena hai. Kisi ko asay he bap nahi banatay l
@iqrarulhassan Sir awam kia karay. Awam ne tu bharpor muzahmat k bawajood nikal kar imran khan ko vote dia. Lakin phir b awam ki rai na ihteram na kia gaya ore ye form 47 ki gov hamary galay par gai. Ab ham se bolnay ka haq b cheena ja raha hai. Ap khu b tu nahi boltay.
@CSMR786 Bhai Is banday ko tu chalo nokri se farigh karo. Lakin us awam ka b jawab do jin k tax se ye mulk chalta hai. Wo b iqrar ko galiyan de rahay hain ore kafi arsay se de rahay hain.
@jawadahmadone Jawad bhai, iqrar Sir ne b ghalat kia. Unka apse comparison karnay pe itna ghussa nahi banta. Han ye bat theek hai k ap kisi ka lehaz nahi kartay, sab ko sunatain hain lakin ap ak artist rahay hain, ore abi seyasat sekh rahay hain. Iqrar ko apko bech main nahi lana chaheye ta.
@iqrarulhassan@pasha_samina@ShahidAslam87 Sir Imran Khan k tu apnay followers b mantain hain k unkay Ikhlaq itnay achy nahi ore unka mazi b sab ko yad hai. Lakin Imran Khan ne tu kabi b ikhlaqiayat ka dawa nahi kia. Inho ne kabi nahi kaha k wo farishta hain. Ap apni bat ka jawab dain. Comparison karna chor dain.