@_vatsalasingh Unke bare me bhi bola karo jin betiyo ko padhaya bhi ni jata...
Tum jaise log bat ka batangad banate hi.
Karna hai to kuchh to sujhao di solutions nikalne ki kosis karo
Tyari ghar me rehkar bhi ho skati hai
@hajarkagalwa Jis passport ke through bhag rahi hai. Vo sarkar delhi me hai..
Tumhare jaise log desh ki burai karte ho. kuchh kiya hai aisa jo bata sako?.
Inhe desh ki mitti, tatti lagti hai...
Agar koi chij galat hai to use sudhara ja sakta hai jaise ghar me koi mamber kharab ho to use..
@kamaalrkhan Bhai sahab @jupiter_study humara hai. aur humare yaha se koi diwali ki fuljhadi jalte huye dekhne nahi gaya hai humare bachche samjhdar hai...
RIP to aliens from other planets 🤣🤣🤣
@HDBO_4 Ek film flop hote hi aukad dikh gayi ab ye geeta padhega
Islam me mahommad sahab ke alava kisi ki ibadat nahi kar sakte.
Fir kaise padhoge geeta.
Ye majhabi matbhed tumne hi falaya h ni to cinema ane se pehle desh ek tha kisi ko aise tweet krke bolne ki jarurat nahi thi
Dear @OfficialSdmc@DelhiPolice@CPDelhi@SHOBindapur ye plot khali pada hai yaha pr ye nashe karte hai aur yaha ke local residents ke yaha chori karte hai bachcho se phone purse chhin kr bhag jaye hai please look into this matter seriously... N resolve it asap
मुख्यमंत्री @myogiadityanath जी
आपके इस फैसले का स्वागत है लेकिन आप जानते होंगे कि बेईमान और भ्रष्ट मंत्री -अफसर बेनामी जायदाद रखते हैं .
बस आप इतनी और घोषणा कर दीजिए कि जो भी इनकी बेनामी संपत्ति की जानकारी देगा,उसे सरकारी संरक्षण और इनाम दिया जाएगा.
इसके लिए अलग से हेल्पलाइन हो
Dear @OfficialSdmc@DelhiPwd
Ye pillar pe advertising laga rakhi hai kaya ap logo ko dikhai nahi deta...
Jitna jaldi ho sake ye advertisement hatvaye pure road pe standy lagakr gher kar rakhte hai
@Nehathink@manojmuntashir Rukja jahangir ki poti...
Afghanistan,pakistan, siria, mayanmar, iraq ke shanti duto ka itihas pdhke suna rahi hai ...
Aur rahi desh me rehne ki bat tum jaise bakwas kar sakte hai isse best country koi nahi hai