@Team_BRVAS@mkrtiwari_bjp Abhi adhisesh bache 14 me se sirf 3 jile ka aaya hai Tiwari ji 11 jile ke DEO par karwai kab karenge ...ya aap se bhi bare hai in jile ke DM or DEO
@tr_manojkr@AkbalDubey Agar koi sabse anargal order dene wala department hai wo hai education, inko sab kam chutti me hi chahiye jisse teacher ka shoshan kiya ja sake.Bihar ke mahaparva me is tarah ka order dena is department ki nirankunsh karyashaili ko darsata hai..
@Amrita7435 Jis school ke liye Ghar se paisa lagaya waha kuch tathakathit bhagore teacher ke relative dwara gawan ka arop lagaya gaya, par department me sab ek jaise nahi hote hai, kuch acche adhikari ke wajah se mujhe cleancheat diya gaya, isliye kahata hoo , sacchai ki jeet jarur hoti hai
@amarsevak_rss@firstbiharnews Tum bho bho kyo kar rahe ho, jab jan rahe ho ki govt. market rate se kam rate deti hai ..
Aaj kal failure sab apana furstation master par hi nikalata hai...
@imukesh_@firstbiharnews Lagata hai sabse bara sadhu tum hi ho jo 5 Rs. me anda sell karate ho... frustrated insaan lag rahe ho,jisme jalan ki boo aa rahi hai