@bankofbaroda@denabank Aaplog account minus me krna bnd kijiye pahle majak bna diya h ham garib logo ka jab paisa hi ni h to account me kaha se rkhe aaplog bas Har tarf se loot mcha rkhe ho
@RBI
Ye kon sa niyam h ki Khate me agr paisa ni h to minus me kr Dena chahiye bank wale jbrdsti katauti krne ke likye bol rhe h mere pas paisa hota to Khate me hi rkhta sb log grib ko hi loot rhe h help me @RBI@bankofbaroda@denabank@RBIsays
train no. 08795
bhai ek baar twitt kr diye lekin fir bhi aap help ni kr rhe ho kamse kam bhid hi Kam krwa do agr train time se ni chala skte
@IRCTC@AshwiniVaishnaw@irctc@bhartiyrail
Indian railway 08795
sleeper class me general ka Anand Dene wale logo upar se 5hr. late
bhid to aaplog kam kr ni paoge train hi time pe chalwao mujhe ghar jana Hai kripya sahyog kren aaplog bde mahanubhao
@IRCTCofficial@indianrailway@PMOIndia@AshwiniVaishnaw