@yasminkhalid1 Apkay ghar maun kisi ka rate ho to ghar Ganda howa ya rapist . Apka bus damagh thora tang hai isko hawa lagwyen . Aur bazzar main jo hota hai ap sayad janti he hoin geyin markets aur cheez hoti hain bibi aqal nahi to kisi say poach lia karo thora
@MubashirAZaidi Sir barabi tab hoti hai jab dono jins same hoin . Aurt aur mard maun dono insan hain iskay elawa
Kia mard bacha paida kee sakta hai
Kia aurt not some specific examples but generally can do what men are doing . Stress aur baqi sab.
Kia aurat emotional nahi ho jati jaldi
@yasminkhalid1 To bibi dosron ko bhiniska huq hai ap social media pee yeah bakwas kernay ke bajay apnay ap main rahain takay dosron ko beech main tapakna na paray
@malihajavaiddar Burger pizza wagara main say koi kaisay kha sakta hai. Roti salan aj ke nasal mangwati nahi. Ho sakta hai usnay apna khana rakha howa ho is main. Cold dring ko kabhi bhi straw laga ker nahi bhajty alag hota hai. To ap kay khail main kah kia raha hai yeah banda
@yasminkhalid1 Mayray ghar main saray kam khud ba khud ho jatay hain na koi robot hai na kam wali na main krti hoin khud ho jata hai sab kuch.
Please scientific jawab dain kaisay hota hai yeah sab
Khana paka howa hota hai kitchen main jaio to. Kapray dhulay press howe almari main set
@yasminkhalid1@KaleemU92895047@Starlagroup Lol aur 6 sal main sab daykh lia wah bibi main 20 sal rahi hoin Apkay ARAB main. Bad main pata chalay ga ap dubai rah ler aye hain . Arab lol