@ali47595@Aadiiroy2 Bhai yeh Pakistan nai saudia ha qanoon ha yahan sab ke liye aik jaisa alfaz sunnay usky aur jisy career ki parwa hoti wo yeah pehn yakian nai karta perdes main
@muhamma29322409@sabine_kayani Anwar sahab ham sab maaho behno betyun wale hain ikhtelaf rakhna ho tu tameez ke dairay main agr koi tanqeed kareh usko gaali nai daleel se jawab diya jata ha aisy alfaz khandani tarbiat ki akasi karty hain sharam aani chaye apko