@ProfHariSingh@vivekkumar84@Uppolice@UPGovt Agar model change kardenge to inki chaplusi kon karega adhikariyo ke fir
Saali Kumi to rank me hai na
Vhi angrejo ke time wala system chalra
Karamchari sabse jyada lekin sabse jyada dabe hue bhi vhi
Chaatne ki aadat Jo padi hai Verna hai aukaat kisi ki
@aajtak Fourth pillar of our country
Wahh chapri media walo
Kisi ka bhi interview lene baith jata ho kuch bhi
Desh ki samsayo se avgat karao Desh ko...
Ab TV serials bole to natak dekhne me or tumhari news dekhne me koi diff nhi reh gya dono ne natak hai
@CMOfficeUP@myogiadityanath@Uppolice Ek baar thaano ka haal bhi jaaniye sir
Aapko bdi umeedo se bulaya gya tha up me sir
Police backbone hai state ki
Angrej to chale gaye lekin apne kanoon chord gaye gulaami wala kanoon
Police regulations act ko ek baar dhayan se pdhiye sir
@CMOfficeUP@Uppolice@myogiadityanath Sir 180 rs/m me konsi bike chalti hai Jo up police ko ye bhatta diya jata hai sir
800 rs/m me kon rent pe reh sakta hai sir
1500rs/m me kon postik aahar kha sakta hai sir
Police jo 24*7 work krti h uski salary 24k
Master jo 150 din school jate h unki 45k sir or unki duty 6hr
पुलिस का एक और सरानीय कार्य
ASI Sanjeev Kumar PS Dwarka North व HC Dilarajसेक्टर 3-4 की Red Light Dwarka पहुँचे जहाँ एक कार लॉक हालात में स्टार्ट खड़ी थी जिसके अन्दर एक आदमी बेहोश ड्राईवर सीट पर था ASI ने तुरंत उसे CPR से उस व्यक्ति की जान बच पायी @LtGovDelhi@CPDelhi@DCPDwarka