@AkkiCha63203127@UPSRTCHQ yadi aap ko Conductor Ne Ticket Bana Ke Diya Hai To Ye Sahi Hai. Yadi Conductor Ne Ticket nahi Diya Hoata To Ye Sahi Nahi Tha.
@kapilkumarjmc2@Upsrtcgzb@UPSRTCHQ bahar nikalavaya jata hai nale ki sthiti ke sambandh me nagar palika ko patrachar kar ke lagatar suchit kiya jata raha hai.
@kapilkumarjmc2@Upsrtcgzb@UPSRTCHQ bus Staioan se sata hua nagara palika ka nala hai jo tuta pada hai aur bhut chhota hai barasat hone par nale ke over flow hone ke karan bus staioan me pani bhar jata hai pani nikalane ke liye ek pump laga hua hai ji barasat band hone ke bad chalu kara ke bus statoian se pani ko
@AzeemKhan14838@UPSRTCHQ@upsrtc_lko parichalak se baat ho gai hai pari chalak ne bataya ki online payment phone mein tha jise Dukan se Cash change karane ke liye Main Chala Gaya tha cash kam the kaise jama karna tha isliye fir bhi parichala ko warning Kar Di Hai
@r_t_yadav@UPSRTCHQ@rmghaziabad Shivam Yatri Plaza KE DHABA Malik ko phone karke aapka feedback un tak pahuncha diya gaya hai jisse wo apni suvidhao ko behtar kar saken or unko chetavni bhi di gayi hai ki yadi ase hi shikhayat aati rahi to aapki complaint ucch parbandhak tak pahuncha diya jaega
@YogeshS70555006 आपको अवगत कराना है कि लोकल यात्री जो कम दुरी के लिए यात्रा करते है उनके लिए खुल्ले पैसे तत्काल व्यवस्थ करनी पडती है ऐसे में यदि सब यात्री के पैसे साथ में दे देंगे तो व्यवस्थ नही बन पाएगी आप समझ सकते है । और यात्री सुविधा हेतू टक्टि पर हैल्पलाईन नम्बर मौजूद है यदि कोई सम्सया हो तो
@akyadav281@UPSRTCHQ@GarhDepot@UpsrtcM After Talking with Bus Conductor they Reply that this is an Authorised Dhaba and Also Showing Daba Receipt After Bus Arival At Garh Depot
@gu79698753@UPSRTCHQ@CGMTUPSRTC mohodya aapko avgat karana hai ki jo vahan agra se sohrabgate ke liye sanchalit hoti hai wo sabhi bus bur choraha se hokar sanchalit hoti hai purane bus stand nahi jati hai keval bulandshahr depot ki vahan old bus stand desial lene jati hai ya jama hone jati hai
@PRASHAN80993640 @UPSRTCHQ@ItUpsrtc@UPGovt@myogiadityanath 4. kisi bhi yatri ko koi kathnai nahi ho rahi hai
5. highway par lagbhag 800 buses sanchalit hai
6. garh depot ke sath sath Sohrabgate,Haldwani,Rampur,Moradabad,Amroha aadi depot ki vahan Meerut se Bareilly, Lucknow, Kanpur aadhi margo hai 15 minute par sanchalit hai