Aurat k liye zindagi ka dusra naam.
Baap ho tou shafat,bhai ho tou Muhafiz.
Beta ho to ankhon ki thandak aur shohar ki soorat me ho tou sb sy qeemti tohfa jo shafeeq bhi hai,hafiz bhi hai,sakun bhi aur chain bhi.
#morning
Watching this video really made me cry.💔💔💔😭😭😭😭����😭😭
Yar Koi Apnii Mama ko kesa Mar Skty.😭. Jo Bachpan Sy lay ky bara krti khud Ko tabhaa kr detti. Apny bacho kaliyaaa💔😭. Yarr Y itna Pathar insan hai. U believe Mje rona agaya y Video Dekh krrr💔💔💔😭😭😭😭😭