@priyanka77019 Mera kahna galat hoga lekin ek kadwa sach ye ha ki sipahi ki mout ka fark sipahi ko hi nhi padta or maximum case mei khas prakar ke sipahi diwan or SO/SHO hi sipahi diwan ko mout ke munh tak bhejte ha kyoki unko apne se bade ka khas/karkhas bhi to banna ha ya bane rahna ha
@Bhumika_2024 यह हरकत बहुत ही ओछी है हवश की खोपड़ी है जो भरती ही नहीं है, लेकिन एक सच और भी है सुंदरता हमेशा अपनी और आकृषित करती है चाहे कोई भी,
और #bhumi जी एक सवाल का जवाब आप भी देना ब्लैक नीग्रो में ऐसा क्या होता है जो अपने यहां की लड़कियां पागल रहती उनके लिए ?
@dbabuadvocate Wakil saab janta jab isi mei khus hoti ha to fir kya kiya jaye,
Ye propgenda kam hathkanda jyada ha boss isiliye judiciary and police reforms ki jarurat ha
@dbabuadvocate Pahle TMC thi ab BJP mei aa gyi hai to PM sir ne jo kahan ha usko bhi to sahi sabit karna ha suna to hoga aap sabne bhaiyo behno reel bhi ek rojgaar ha
@Jatassociation O bhai jat association likh kar BJP ki dalali na plz jaat kabhi na jhukne wali koum ka naam ha sahi ko sahi or galat ko galat samne khade hokar kahne wale ka naam jat ha tu yahan aa gya jaaton par gyan baantne ye honey dagar sirf faltu show baji karta ha duty ke naam par kalank
@ABPNews@chitraaum Tum patrkar nhi dalal ho jo sarkar ki dalali karte fir rhe ho jisme sahi ko sahi or galat ko galat kahne ko himmat na wo patrakar nhi ho sakta,
Dhikkar ha tumhare jiwan par
@AkshayK4298236@SanjayAzadSln Kuch nhi ho sakta is desh ka ye wo log jinko angrejo ki g.... Chatne mei bhi bahut maja aata tha or apni puri jindgi yahi krte rahenge sahi galat jinko koi fark najar nhi aata dhikkar ha aise logo par
@AamAadmiParty Tum log yahan aakar gyan petle ho kya isse koi samadhan nikelega arre tum logo ke pass hajaro crore ke funds ha bade bade wakil kro supreme court jao or roko isko or janta ko btao ki aapne ye kam kiya ha lekin nhi sirf video banakar gyan pelna ha
@dbabuadvocate Wakil saab sach bahut kadwa hota ha or hamko kabhi hajam nhi hota agar wakai janta jaagruk ho gyi hoti to inki itni kabhi hoti hi nhi system syndicate yahan raja ha or ham sabhi uske gulam,
Rahi bat janta ki to usko kabhi kisi bat se koi fark nhi padta chahe jo hota rhe
@SunilShukl82761 @myogiadityanath@yadavakhilesh@RahulGandhi@Mayawati@aajtak@ABPNews@bstvlive@dgpup@UPGovt Bhai achha bol rhe ho lekin jinke liye bol rhe ho wo bahut ghri neend mei soye hue ha wo kbhi nhi jg skte,
Kuch k aankh pr corruption or karykhasi ki patti bandhi ha jo kbhi bdl nhi skte,
Or bdlav koi nhi chahta aj tk kisi party ne ispe bat nhi ki socho kyu ?
@SunilShukl82761 @myogiadityanath@yadavakhilesh@Mayawati@dgpup@aajtak@ABPNews@bstvlive@lkopolice@UPGovt शुक्ला जी 200,500,1000 km posting ke bare mei apka kya vichar ha jis janta se police ka koi matlab hi nhi ha to wo uske liye kam hi kyu krega local police hogi to usko wahan ke bare mei sab pta hoga or wo log uske apne bhi honge to wo galat kam to karwayega nhi fir kamai band
@dbabuadvocate Wakil sahab ye apka sirf like views pane ka ek sasta trika ha aunshashan ke nam pr bahut jyada samay tk koi gulam nhi rah skta social media or ye reelbaji samay ki mang ha or isse koi bhi insan achhuta nhi ha,
Agr sudhar ki itni fikr ha to 1861 ke gumai ke rule ko badalwao
@dbabuadvocate Chalo wakil sahab aaj aapne ek sahi tweet Kiya to nhi to daily video dikha dikhakar bore kar diya tha wakil agar chah to pura desh sudhar de lekin wo aisa krenge nhi