@MajeedkhanS@ICT_Police Afghani hmaray Muslim brothers Hain. Nikaalnay ki bjaye oon ko legal visa allot Krnay ki zroort hay. Jo legal treeqay say nhi visa layta wo beyshak chla ja aye
@AarishK12506841 @RMafiaslounge @mianumarjamil Khaan Bhai. Aap ka profile itna azeem hay. Aap nay jihad ka azeem kaam start kya hoowa hay. Aap kyun APNI zuban khrab kr k gunah kmatay hain.
Hm aap ki madad say jihad tb hi kamyabi say kr sktay hain JB to aap AAQA Kay nasho qdm pr Chlo gay.
Aaqa nay to hmaisha nrm baat ki thi
@Muhamma84531885 @RMafiaslounge @mianumarjamil We all got sisters.
Cause v have read KALMA so they all r sacred to us. Then y bringing these things in these matters.
@insafpolitics1 @RMafiaslounge @mianumarjamil Ur twitter id is great. But these words depict something else.
They say,
When Muslims realized that fight is getting personal, Muslims used to leave fight. But now we start to make things personal
@RMafiaslounge @mianumarjamil Bhai. Baat Acha treeqay say hi Hoti hay humans main. Daikhain agr aap k leader KO koi bad words say call kray ga aur wo bhi aap ki tweet pr to aap KO bohat bad lgay ga.
Aap bhi kindly achay treeqay say baat krain. Hm SB nay kLma prha hay aur islam pehlay hay phr SB Kuch hay
@Mukhtar25533824 @RMafiaslounge @mianumarjamil Munafiq KO to Allah hi bhtr Janata hay. Hmain zroort hay k agr koi Bhai aa kr baat kr RHA hay to muhazab treeqay say baat krain.
Hmaray AAQA nay bhi hmaisha isi that SB k Saath baat cheet ki aur hmain bhi AAQA k peechay hi chlnay ki zroort hay.
@SabriKausar2 @RMafiaslounge @mianumarjamil Gnday log to gnday hotay hain.
Pyaray log kyun gnday logon ki that baat kr k apnay Acha kaam bhi khrab kr laytay hain.
Allah hmain hidayat day. Agr Allah APNI makhlooq k Saath pyar krta hay to hmain bhi makhlooq k Saath pyar krna cha hiyeh. Kaam gnday hotay hain Dil nhi
@KhanSaa01277729 @RMafiaslounge @mianumarjamil When he can't leave his bad habits or bad styles then y others start to drop their good habits n good styles.
That way even the ones who r on right path make things personal n in return they all will face same bad end.
I think I got my theme. Plz think about this
@AsifMalik_PTI @RMafiaslounge @mianumarjamil Masah Allah. Achi BAAT hay age log booraaaee nhi chortay to aap KO bhi APNI adat nhi change krnay ki zroort