@Haidersaeedpti1 Kasy sab awam ko pagal banaty Pakistan kabi aggy ja he ne sakta appas main sab ek hain awam kay samny kisi ki kn sa party kisi ki kon c
@RealWaqarMaliks Koi b political party a jaye jab government main hoty Army achi lagti ha jasy opposition main jaty us time ne ajeeb ha ye jo aj ro rahy wo kal rula rahy hon gay kbi na end hony wala story
@MD_5712 Pakistan ki sab political parties jab government main atti hain abu bana leti jab ne atti ye sab mazy ki bat ye bat tab kisi party ko samj ne atti jab wo government main hoty