@MalikRiaz_ aap per Allah ki lanat jo aap logon say un ka haq cheen rahay hain
aap is dunya main bhi zalil ho gay or akhirat main bhi
#Bahriatownzulmbandkaro
@ImranKhanPTI
Riasat e madina kay loog kabhi kisi ka haq nahi martay thay
Aap is kay itnay baray dawaydar kaisay choron @MalikRiaz_ kay sath mil gayey
Aap Pakisatni logon ko hi nahi Allah ko bhi dhoka day rahay hain
Sharam karain or Allah say darain
#Bahriatownzulmbandkaro
@MalikRiaz_
Allah ki lathi bayawaz hai Insha Allah tumharay bachay bhi ek din isi tarhan roadon per apna haq mangnay kay liye niklay hon gay
Tum log bhi zalil o khwar ho gay
#Bahriatownzulmbandkaro
@MalikRiaz_
Logon ki halal ki kamayee or zameen cheennay walay
Daro us waqt say kay tum ko qabar ki zameen bhi naseeb na ho
Gharibon ko un ka haq wapis do. Hamaray refund payorders issue karo
#Bahriatownzulmbandkaro
@MalikRiaz_
Kia aap ki mann bhi is tarhan roadon per apnay haq kay liye nikli ho gi
kyun in maoon ki badua lay rahay ho kuch to sharam karo
In ka refund payorders issue karo
Allah tum ko kabhi moaf nahi karay ga
#Bahriatownzulmbandkaro
@ImranKhanPTI aap nay wada kia tha kay choron ko jailon main dalon ga
Per app choron ko support karnay lagay hain @MalikRiaz_ pakistan kay logon ko loot raha hai or ap ki mujrimana khamoshi yeh zahir karti hai kay aap bhi logon ko baywaqof bana rahay thay
#Bahriatownzulmbandkaro